26.1.11

Khuda se koi baat anjaan
nahi hoti,
jab insaan ki bandagi
beimaan nahi hoti,
kabhi maanga hoga
aapne 1 pyara sa dost,
yu hi aapki hamse
pehchaan nahi hoti!!

No comments:

Post a Comment